Learning Farsi

ji janab, kis kis ko farsi ati hai, hath kharray karain main nai seekhni hai :slight_smile:

Re: Learning Farsi

KKF knows Persian. UZ studied at school... I'm more comfortable with Arabic than Persian.

Re: Learning Farsi

Very little.

My favourate ashar is in persian (by iqbal)
**

Tau ghani azhar dau alam man faqeer
roz e mehsher uzr hai min pazeer
dar hisabum ra tau bainee na guzeer
Iz nigah e mustafa :saw2: panha bageer.**

and then another one that i like

**zadbang kay shaheenum wa karam bay zameen chesst
sehra ast dariya ast tay bal o per ma ast
**

Re: Learning Farsi

bao, ast, az, ra ka 3 jumlon main istemal kar sktay hain aap?
muqa aap bhi

Re: Learning Farsi

all three are prepositions i guess.

Re: Learning Farsi

got from web, 'ast' is helping verb equivalent to 'is'

Re: Learning Farsi

Aql ra sarmaya az beem o shak ast (from Iqbal's Aan Imam e Aashqan Poor e Batool)

Re: Learning Farsi

Technically only one is..

Re: Learning Farsi

which one?

Re: Learning Farsi

can we have persian words and meanings here ??

Re: Learning Farsi

^yes offcourse

Re: Learning Farsi

then count me IN..

Re: Learning Farsi

Only az.
Ast is a verb, like you said.
Ra is like a direct object marker

Re: Learning Farsi

jis jis ko Faarsii seekhnii hai vo apne naam likhvaayeN...Arbii ke liye Muqwee kii class meN naam darj karvaayeN. :)

Re: Learning Farsi

:k:
MUJY SIRF muqa SE SEEKHNI HY KKF@ se nahi

Re: Learning Farsi

maiN aapko sikhaa bhii nahiiN saktaa kiuN k aap meN vo qualities hii nahiiN haiN jiske liye Faarsii seekh sakeN! :smiley:

Re: Learning Farsi

.
Farsi knsi ? Iranian ?
I hv seen ppl speaking different farsi than others
Like Tajiks jo Afghanistan k rehne wale unki farsi Uzbuk (Afghan) n Bukhariz (Afghan) se different hai. In k ilawa pure irani farsi b bolte kch afghans. Ye sabhi farsi bolte n samjhte hain but sb ki farsi mukhtalif hai.
May b words n lehjey mein farq hai i dnt knw. but farq hai ye i knw!

I prefer Arabic :wub:

Re: Learning Farsi

kk KASHWA AST :barbie:
teacher neest :mocking:

Re: Learning Farsi

yeh nahiiN…jo quality zaroorii hai vo aap meN nahiiN! :wink: :stuck_out_tongue: :smiley:

Re: Learning Farsi

iss ki translation?