Apni piyaari si…budai sii…khala jaan kay liyay … with respect
**
Mairi khala lady daisy
buhat hain achchi par thorri see crazy
Tanz kay teer chalain woh
Batoo’n main hain itni Teasy
sab ki khabar woh rakhti hain
Nighahon’n main hay un ki Taizee
chup chup kar un ka anaa aur jaanaa
Qadam hain unkay buhat hee sleepy
Thorri hain proudy thorri sii meany
Mairii khala Lazy_Daisy
**

Sadaf
2
Re: ~~ Lazy_Daisy ~~
Har aik ko khala bana ke baithay ho 
Re: ~~ Lazy_Daisy ~~
This is so Laizy Daisy :s
Fantastic explanation of her in words okay
I must say, what an observation you got Khan :-)
Kuch ham par bhi likho na :$
Re: ~~ Lazy_Daisy ~~
Tou phir aap mairi phupi ban jain 
Re: ~~ Lazy_Daisy ~~
Sadaf,
itna seedha na samjhain PK ko ap, wo khala bana kar baad main khud hi khaloo ban jaatay hain…
Re: ~~ Lazy_Daisy ~~
t**hanx daddo
**
Aap itni dooooooor hain aap par kaisay likhoon naughty
Re: ~~ Lazy_Daisy ~~
wo kia bohat qareeb hain, jinn par likha hay ? rolling deeday
Re: ~~ Lazy_Daisy ~~
^^ unhoon nay khud daawat di thi likhany ki aur kaghaz,qalam aur dawaat bhi bhijwaya tha ;)
Re: ~~ Lazy_Daisy ~~
khala bhee or lazy bhee...koi to respect karain
Re: ~~ Lazy_Daisy ~~
^^Kiya karain un ka naam hee aisa hay 
Re: ~~ Lazy_Daisy ~~
aap kee khala hain....woh tolazy hee hoon gee
Re: ~~ Lazy_Daisy ~~
Tanz kay teer chalain woh
Batoo’n main hain itni Teasy
Thankyou Mr Precious Khan..i understood the rest but not the above line
You really are a poet…
Re: ~~ Lazy_Daisy ~~
challo jee khaala ko khush kia hay ..
now khalla koi treat waghaira:)
Re: ~~ Lazy_Daisy ~~
Stop laughing Mr Falker....
Re: ~~ Lazy_Daisy ~~
Khala ab is main samajh main Na aanay wali konsi baat hay 
Re: ~~ Lazy_Daisy ~~
Har waqt bas daawat ka hee sochna..paitoooo:mad:
Re: ~~ Lazy_Daisy ~~
meray khanay per bohat nazar hay aap logon kee …bhookas:smash:
Re: ~~ Lazy_Daisy ~~
Aap kay khanay par naheen ... har waqt khaanay par nazar hay :D
Re: ~~ Lazy_Daisy ~~
we miss u khala … plzz come back 