Lazatay ghum bhara deejiya

Lazatay ghum bhara deejiya
App phir muskura deejiya

Mara daman bohat saf hai
Koyee tuhmat laga deejiya

Chand kab tak gahan main rahay
Ab tu zulfain hata deejiya

2nd walay kay siwah dono achay hain..

:)

:)

Re: Lazatay ghum bhara deejiya

Wah :k:
Chand kab tak gahan main rahay …

Re: Lazatay ghum bhara deejiya

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Chand kab tak gahan main rahay
Ab tu zulfain hata deejiya
[/QUOTE]

Aap zulfein hata deejiye. Kuch mistakes hain, correct kar lein :)

Buhat Khoob:flower1:…

emmm.. hmmmm... :-)

nice :flower1:

beautiful Dilsay bhai jaaaaaaaaaaaaaaaan love it :k: