Allah Allah baaye bismillah pidar
maaniye zibhun azeem amad pisar
ghareebo saada-o rangeen hai dastane haram
nehayat is ki Hussain ibteda hai Ismail
bayan sirre shahadat ki agar tafseer ho jaye
musalmanon ka kaaba roza-e-Shabeer ho jaye
Allama Iqbal
wese baqar eid manane wale pehle do shairon per ghor kerain or Ayat "wa fadenaho be zibhun azeem" ko bhi samne rakhain.
jis ibtida ki inteha shahadat-e Imam Hussain A.S ho us ki khushi?????
Allamah Iqbal's couplets on Imam Hussain (as)
~Jis tarah mujhko shahid-e-Karbala say piyâr hay Haq ta'âla ko yatimon ki duâ say piyâr hay
~Roney wâlâ hoon shahid-e-Karbala kay gham may mayn Kyâ durrey maqsûd na daingay Sâqi-e-Kauthar mujhey
~Gharib-o-sâda- o-rangi'n hay dâstân-e-Haram Nihâyat iski Husayn ibtida hay Ismâil
~Haqiqat-e-abadi hay maqâm-e-Shabbiri Badaltay rahay hain andâze Kufio-Shâmi
~Qâfilâ e Hijaz may ek Husayn bhi nahin Garche hai tâbdâr abhi wâdi ey Dajlao Furât
~Sidq-e-Khalil Bhi hay ishqe sabr-e-Husayn bhi hay ishq Mârika-e-wujud maiyn Badr-o-Hunayn bhi hay ishq
~Ek faqr hay Shabbiri es faqr mayn hay meri Mirâs- e-Musalmâni, samâya-i-Shabbiri
~Musa o Firaun-o-Shabbir or Yazid Een do quwwât az Hayât âmad padid.
^Ever since the creation of life two opposing forces have been at war with each other- virtue and vice, Right and wrong. Musa (Moses) rose against Firaun (Pharoah) and Shabbir (Imam Husayn) rose against Yazid. These struggles were between the Right and the wrong. Consequently the Right prevailed upon the wrong and it was proved that Right is might.