kal humesha ki trah kha us nay yay phone par
Mai bahut masroof hu mujhay bahut kaam hai
is lian tum aoo milnay mai to aa sakti nahi
har rawayat toor kar is baar maine keh dia
tum jo ho masroof to mai bhi bahut masrooof hu
tum jo hu mashoor to mai bhi bahut maroof hu
tum agar gumgeen hu to mai bhi bahut ranjoor hu
tum thakan se choor hu to mai bhi takhan se choor hu
Jaan E Mun hay waqt mera bhi bahut qeemti
kuch puranay dosto nay milnay ana hai abhi
main bhi ab fariq nahi mujhay bhi lakhoo kaam hain
warna kehnay ko to sab lamhay tumharay naam hain
meri ankhain bhi bahut bhoojal hai sona hai mujhay
rat jugo kay baad ab neendo mai khona hai mujhay
mai laho apni anaoo ka bha sakta nahi
tum nahi aati to milnay mai bhi aa sakta nahi
is ko yay keh ke Wasi main ne reciver rakh dia
aur phir apni anaao ke paoo pe sar rakh diaa
aur phir apni anaao ke paoo pe sar rakh diaa
well its my fav ..ik purani yad :) thanks for sharing
aur meray lian nayee yaad 
Re: Last Call
wowwwwww
excellent:k::k::k:
Lamhay
8
bahut khoob thanks 4 sharing! takhay haray ji per aap kaunsi musafatoon sey thak gaye?
:k: @ Vasi shah
Thanx for sharing