Garmi buhat hai … so i decided to Make 1 JUG of LASSI ![]()
P.S. Anyone ![]()
Garmi buhat hai … so i decided to Make 1 JUG of LASSI ![]()
P.S. Anyone ![]()
Re: Lassi …
![]()
Re: Lassi …
chalo jao … ja kar 2 kilo yoghurt lay kar ayo ![]()
Re: Lassi …
doodh soda,roof afza,lassi sab kay thread hoo gai
hun main khollan ga thread :tukh malanga" ![]()
Re: Lassi …
excuse me aap kis jagah hain jahan bohat garmi hai :aq:
weather is really nice today ![]()
Re: Lassi …
baqi ki grocery bhi mujh say hi mangwa lo ![]()
Re: Lassi …
yeh hay dahee kha kay lassi bannay ka sahee tareeqa ![]()
Re: Lassi ...............
yes plz only mango lassi allowed.
Re: Lassi …
bilkul bilkul ![]()
aur lassi kay baad motaapay ko kum karnay ka bhi yehi tareeqa hai ![]()
Re: Lassi …
ho hawyeee abhi tuk masla hul nai howa
ab tuk tu mallaps ka poora khandaan wahaan majood ho ga
tum ko mai nay kaha tha k aik glass paani mein aik chai ka chamach Neela Thotha mix karo aur pi jaao ![]()
Re: Lassi ...............
kujnai karta neela thotha
abb leela thotha try karoon ga
Re: Lassi ...............
wat is lassi?
Re: Lassi …
why don’t you try some neem kay leaves
Re: Lassi ...............
ibb kay seedha seedha sou bachon wala taizaab peena hay
Re: Lassi …
kiu Ilford main Snow Falling ho rahi hai
![]()
i m in East Ham ![]()
Re: Lassi …
yaar garmiyoon ka guppies par bura asar ho raha hai:bummer:
saray refreshment drinks ke naam say thread kho rahe hai
waisay main har waqt khanay ko tayar rehti hoon
jug mere liye banaya hai to aap kya peeein ge
Re: Lassi …
Dooodh aur Yoghurt ki Choti Sister ![]()
Re: Lassi …
Thandi thandi hawain ![]()
obviously east ham me garmi is more than ilford as ppl like u living there ![]()
Re: Lassi …
tumhain main JUG dhoonay k leye doo ga ![]()