Lasagna or Biryani?

Re: Lasagna or Biryani?

lol sirf shahi handi…no shahi khaandan.

mutanjan haan shaadiyon pe khaya hai. acha hai…well mujhe zarde aur muntanjan main koi farq nazar nahi ata siwaye is ke muntanjan main nuts zaida hotey hain.

waise biryani/pilao with mutanjan/zarda…wah wah aalaa super aalaa.

ps. i am talking about the plain mutanjan not murgh mutanjan.