Ek nayi naweli dulhan sahiba ghar ke kisi kaam ko haath nahi lagati thi. Sara kaam saas karti thi. Ek din beta maa se bola “maa ab jab subah aap jharoo dain gi tou main aap ke haath se jharoo le loon ga aur khud dene lag jaoon ga shayad yeh ker biwi sahiba ko sharam ajaye”
subah hui aur maa jharoo dene lag gayi, beta aya aur bola “maa mujhe karne dain aap borhi hogayi hain” maa boli “nahi acha nahi lagta mard ghar ke kaam karain” nahi maa de dain, nahi beta acha nahi lagta…bahu begum kafi dair se haan nahi sun rahi thi foran kamre se nikli aur boli…
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
“is main larne ki kya baat hai? ek din maa jharoo de diya karain aur ek din tum”