Bhai Mian kiya is surat-e-haal ko aisey nahin dekha jaa sakta kay woh larka har roz alag alag parkon mein larkion kay saath baitha hua nazar aata ho? Agar aisi baat hai to kahani ka matlab yeh nikla kay park chahey jitnay badal liyey jaayein, larkian laikin nahin badaltee.