Larkion kay liye aik Paighaam.

sone say pehlay plz apna bootha thanday paani say dho lia karaiN taa kay din jahaan ka jo makeup aur paint hota hai wo skin say bahir jasb ho kar utar jaye.

Aap ka bohat shukriya.

Re: Larkion kay liye aik Paighaam.

L O L zzzzzzzzzzzzzz

Re: Larkion kay liye aik Paighaam.

ahahhaah good one :D

Re: Larkion kay liye aik Paighaam.

:rotfl:

Re: Larkion kay liye aik Paighaam.

I remember meri aik kaali kaloti cousin pakistan mai hamesha fair n lovely lagati thi, wo din aaj ka din, bilkul waisi ki waisi kaali hai.

is say behtar banda belnay say elephent atay ka powder laga lay

Re: Larkion kay liye aik Paighaam.

Sachi baat hamesha achi hi lagti hai :eek:

Re: Larkion kay liye aik Paighaam.

i thought sachi baat karwi lagti hai :p

Re: Larkion kay liye aik Paighaam.

:rotfl:

Re: Larkion kay liye aik Paighaam.

ye sab mahawray old faishioned haiN ab, ye ab neya dor hai, ajkal kay zamanay mai siraf barcadi breezer karwi hoti hai.

Lo kar lo gal!

Re: Larkion kay liye aik Paighaam.

hahahaha lolzzzzzzzzzz.

Re: Larkion kay liye aik Paighaam.

Make up? :konfused: what is this??? And I paint on canvas not on face…still :konfused:

Re: Larkion kay liye aik Paighaam.

OMG check ur Avator. Tumhari jaisi DulhanaiN hoti haiN jo rukshati par SIRAF is liye nahi roteen kay kahi Make Up na kharab ho jaye.

Miss PaphayKuttanz!

Re: Larkion kay liye aik Paighaam.

hahah, shalwarnicker is back,

Re: Larkion kay liye aik Paighaam.

babay houni aap ki kounsi biwi say aaj daanT parhi hai aap ko :smokin:

Re: Larkion kay liye aik Paighaam.

Beewi tay daant?

Meri teen beewiaN theen.

Aik zehar kha kar mar gayi

Doosri Hamsayo par mar gayi.

Teesri ko mai khud mara..kiyonkay wo Zehar nahi pi rahi thi.

tay husna pattiye meri ik gal note kar lay..tainnu eho jeya baba kissi wi thaN nayo Labna

Re: Larkion kay liye aik Paighaam.

Its my painting, Unkil. Its not my self portrait.

Main waisay hi naheen roti chahay kuchh ho jaye. Sub say pooch lain. Aap shayed mujhhay jaantay naheen.

Re: Larkion kay liye aik Paighaam.

:eek::eek::eek:

Re: Larkion kay liye aik Paighaam.

OMG muje "aap" aise keh rahi haiN jaise mai aap ka hone wala UNHO hoon. please mere saath aise romantic andaaz mai baat na karain, warna mere andar ka BABA jaag uthay ga

Re: Larkion kay liye aik Paighaam.

Anyone please tell me wat bhoota hay :bummer:
aur may sirf eyemakeup kartee ho aur lipstick that is all :snooty: so no fair n loveyly or anyother cream :slight_smile:

Re: Larkion kay liye aik Paighaam.

baba jee u thurkii baba!