LARKIAN KIA CHAHTI HAIN..?

KABHI HAMAIN DEKH KAR MUSKURATI HAIN
AUR KABHI NAKHRAY DEEKHATI HAIN
AAKHIR LARKIAN KIA CHATI HAIN?

TAMMAM KAM LARKON SAY NIKALWATI HAIN AUR PHIR MOON PHAIR KAR CHALI JATI HAIN AAKHIR LARKIAN KIA CHATI HAIN?

HAMAIN MUSKURA KAR GHAR BULATI HAIN AUR PHIR APNAY BHAIOON SAY PITWATI HAIN AAKHIR LARKIAN KIA CHATI HAIN?

MOOD HOOTA HAY TO BAAT KARTI HAIN WARNA YOUN HI CHALI JATI HAIN
AAKHIR LARKIAN KIA CHATI HAIN?

APNI HAR ADA SAY HAMAIN TARPATI HAIN AUR DIL DHARKA KAR CHALI JATI HAIN
AAKHIR LARKIAN KIA CHATI HAIN?

APNAY SHOHROON KO KABZE MAIN KAR KAY
SAASOON KO RULATI HAIN
AAKHIR LARKIAN KIA CHATI HAIN?

APNAY SHOHROON SAY GHAR KAY KAAM KARWATI HAIN
AUR KHUD AARAM FARMATI HAIN
AAKHIR LARKIAN KIA CHATI HAIN?
AAKHIR YEH LARKIAN HAMAIN KYUN HAIN PASAND
KYUN KAY SAWAN KI TARAH AATI HAIN AUR CHALI JATEE HAIN…

AUR KUCH DIL MAIN REH JATI HAIN
SHAYAD LARKIAN YEHI CHATI HAIN…

Re: LARKIAN KIA CHAHTI HAIN..?

SORRY:-(