Re: *** Larkian Aisa Keon Karti Hain ?? ****
Mujhay bhi aik joke yaad aa gia …
Girls roti hoi apnay ghar aati hay aur kahti hay, Papa “Woh larka mujhay buhat tang karta hay”
Baap : Baiti main ussay naheen choroon ga, mujhay uss ka address day.
Baiti: Naheen Papa Main Uss Say Shadi Karna Chahti Hoon …
Baap : Intiqaam Kay Mau’amlay main Tum Bilkul Apni Maan par Gai Ho .. ![]()