*** Larkian Aisa Keon Karti Hain ?? ****

**Yah Larkian Doosti Kay Baad Shaadi Key Batain Keon Karnay Lagti Hain ??? **:dannyboy:


**Kia Woh Iss Tarah Boys Say Intiqaam laina Chahti Hain ??? Keonkah Main Nay Sunna Hay Kah Larkeeon Key Guru G Kahti Hay “Shaadi Bahtareen Intiqaam Hay” **:fatee: ** **

Re: *** Larkian Aisa Keon Karti Hain ?? ****

kyuin ki

shaadi key baad dosti nahin kar sakteen :omg:

Re: *** Larkian Aisa Keon Karti Hain ?? ****

g nhi shadi behtareen anjam hai latoo sahab n sannam means sannan

**Very True , Bahtareen Anjaam Tou Larki Kay liye howa na … Baicharay Larkay Ka Tou Bud Tareen Injaam Ho gia na :omg: **

Re: *** Larkian Aisa Keon Karti Hain ?? ****

g nhi both sides bst end jst see 4rm ur heart not 4rm ur brain

Re: *** Larkian Aisa Keon Karti Hain ?? ****

haha ya maria is rite..

Re: *** Larkian Aisa Keon Karti Hain ?? ****

thanks love is precious gft of God aur sannan jaise log badnam ker rahe hain isey

Re: *** Larkian Aisa Keon Karti Hain ?? ****

mjy to lgta ha larkay shadi ki bataay krty han...lrkian nhi...

to kia yeh larkiyaan hum “masoom” larkoon ko pareshaan kar key kusss hoti hain? :confused:

phir hum kyun apna qeemti wakht barbaad karain :naraz:

latooo bus bach kar raho inn Aunty Numa Larkeon Say :omg:

Re: *** Larkian Aisa Keon Karti Hain ?? ****

oh hello …zara yeto btana ye masoom kon ha..???

Re: *** Larkian Aisa Keon Karti Hain ?? ****

thnks for saving my "izzat" pal

Re: *** Larkian Aisa Keon Karti Hain ?? ****

masoom = larkey = hum

O bhai jitni khushamad kar lo Inn Tiloon main tail naheen hay :snooty: … Baycharay Shadi kay chakar main Aunties ko bhi naheen bakhsh raha hay :omg:

Re: *** Larkian Aisa Keon Karti Hain ?? ****

sannam ki umer ho gaye hai so sannam chose ur life patner aur else u vil get a bighairy mole auntie

Kissi Nay Saheeh Kaha Tha **Nalaiq Aur Borhay log Dimagh say Naheen Dil Say Sochtay Hain **:omg:

Re: *** Larkian Aisa Keon Karti Hain ?? ****

wrong...larky = faradi= tum =chalak

Mairay Munh key baat cheen lay mairay yaar :lifey: … inn bawaqoof larkeon ka kia pata

u welcome masoom larkay mairi tarah kay

Re: *** Larkian Aisa Keon Karti Hain ?? ****

ye to dono ullo hi han....owl...sapno ki dunia m rahny waly