Larkhanay chalo warna Thanay Chalo

Re: Larkhanay chalo warna Thanay Chalo

Noorjehan bhi kam nahin thi

Re: Larkhanay chalo warna Thanay Chalo

suana hai uss zamany main yeh tamam singers aur ada karain... intehai na munasib kapry pehna kar perform karty thay....

Re: Larkhanay chalo warna Thanay Chalo

jis ne sunaya hai unse details le len .. hum to abhi :LB: hain

Re: Larkhanay chalo warna Thanay Chalo

Yaar... Pakistan study ki class main hi to yeh fun hota tha... tamam students kaan khol kar apnay degar mashagil ko tark karkay yeh class intehai inhemak say attend karty thay....

Re: Larkhanay chalo warna Thanay Chalo

Pakistan studies main siasi muashiqe padhae jate hain?

Re: Larkhanay chalo warna Thanay Chalo

Jai ho Baba ji ki:salute:

Re: Larkhanay chalo warna Thanay Chalo

University leve; par to Pak Study main politics hi discuss ki thi... prof. sahab nay pehly hi din keh diya tha kay 1947 say lai kar ab tak kay tamam siyasi karnamy hi discuss hongain.. lihaza current affair par tawajah markoz rakho... unhi main say sawalt aain gain...