enter10
1
**larazti palkon pe jhilmilatay hoe sitaaray sanbhaal rakhna
mohabbaton k ye phool saaray, ye sab shararay sanbhaal rakhna
firaaq mausam main hosla dain gay chahatoon ka yaqeen ban kar
tum us ki saari nishaniyan or khutoot saaray sanbhaal rakhna
wo zindagi ki naveed lay ker utarti subhain, haseen shaamain!
wo dhoop chhaaon k saaray mausam wo sab nazaaray sanbhaal rakhna
kaheen koi maang lay na tum se hisaab beetay huway dinon ka
so dil main jitnay bhi zakhm hain un k goshwaray sanbhaal rakhna**
Re: larazti palkon pe jhilmilatay hoe sitaaray sanbhaal rakhna
***mearee bhe isi tarha ki ghazal hey.....du shehar arz kerta hoon..
tu mearee hasil-e-zindgi ka bohat khiyaal rhakna
tootey hain jitney sitarey un ko sanbhaal rhakna
hum ney rahkah di hey maqtal pay gerdan apni
kanpey na teara haath itna tu bhe khiyaal rakhna***
enter10
3

Bohat Umadh.........
hum ney rahkah di hey maqtal pay gerdan apni
kanpey na teara haath itna tu bhe khiyaal rakhna
Re: larazti palkon pe jhilmilatay hoe sitaaray sanbhaal rakhna
**firaaq mausam main hosla dain gay chahatoon ka yaqeen ban kar
tum us ki saari nishaniyan or khutoot saaray sanbhaal rakhna
mera inbox bhar gaya hai, ab kiya karoon?
**
enter10
5

PC mein Save kr lyn..............Sync Messages