Gupshup chnaan da…
Sir sadqay main tery naan da…![]()
Gupshup chnaan da…
Sir sadqay main tery naan da…![]()
Re: Lang aaja…
![]()
Re: Lang aaja…
Aisay kia dekhtay ho?
Re: Lang aaja…
daikh raha hon k lang k kaha aoon ![]()
Re: Lang aaja…
Gupshup aur kahan…![]()
I am well…How are you?
Re: Lang aaja…
liken aaj kal gupshup par koi hota he nahi hay
jo hotay hian wo flirting mai masroof hotay hian ![]()
mai b theak thaak ALLAH ka sukar hay
Re: Lang aaja…
Tum ghalat times pay aatay ho…
Tum shaam ko aao to kaafi log hotay hain…
Re: Lang aaja…
har time pay aa kar daikh liya hay mai nay ![]()
Re: Lang aaja…
Kabhi socha kai is baat ka sabab tum ho saktay ho? ![]()
Re: Lang aaja...
nahi kabi nahi socha
liken ab soch raha hon k cafe mai ana he kam kam kar doon
coz *forums GS par aur b hain *
Re: Lang aaja…
Haan…Posts kai agay imtehaan aur bhi hain
Cafe sai aagay jahan aur bhi hain…![]()
Re: Lang aaja…
esli liay ab mai nay socha hay k zaida tar tawaja poetry ko doon ga ![]()
Re: Lang aaja…
Kabhi pehlay post kiya poetry main?
I mean koi apnay shair waghera?
Re: Lang aaja...
I mean koi apnay shair waghera?
haaan i guess 4 ya 5 posts hain meri poet 2 mai
liken mai sirf poet1 mai he post karoon ga not in poet 2
Re: Lang aaja...
Lajooo yeh kiya suntay ho :D
Re: Lang aaja…
^^
Lang aaja…![]()
Re: Lang aaja...
kiday uttay langna jaayyy? :D
Re: Lang aaja…
Utthay jairha banday na bandi di zaat huway…![]()
Re: Lang aaja...
tussi apnay ZOO dil gal kar rahay ho? :D