Ik aisa bhi lamha aya
zindagi main hamari
Jab wo hamara na raha
Bohat kooch chin gaiya
Jo kabhi hamara tha hi nahin
Haam apni Qismat ko kostai
Ya daita tujjai ilzam…
Baat jis tarah bhi
kahi jaati matlb to
aik hi hota na, kai
Tu hamara na raha
Haam bhi apnai na rahai phir!
Ik aisa bhi lamha aya
zindagi main hamari
Jab wo hamara na raha
Bohat kooch chin gaiya
Jo kabhi hamara tha hi nahin
Haam apni Qismat ko kostai
Ya daita tujjai ilzam…
Baat jis tarah bhi
kahi jaati matlb to
aik hi hota na, kai
Tu hamara na raha
Haam bhi apnai na rahai phir!
[QUOTE]
*Originally posted by Swera: *
Lamhai
Ik aisa bhi lamha aya
zindagi main hamari
Jab wo hamara na raha
Bohat kooch chin gaiya
Jo kabhi hamara tha hi nahin
Haam apni Qismat ko kostai
Ya daita tujjai ilzam…
Baat jis tarah bhi
kahi jaati matlb to
aik hi hota na, kai
Tu hamara na raha
Haam bhi apnai na rahai phir!
By Subha.
[/QUOTE]
:) Thanks for sharing!!
Os lamhay maiN
Os kay liay
Pareshaan kyu
Jo Kahbi aapka tha hee naheeN
Aisee cheez ka husool
la maani
jo dastaras maiN naheeN
jo hamari pohanch maiN naheeN
Aur jeena yeh nahee keh
Kisi kay liay jeeya jaye
Apnay liay tu sub hee jeetay
BaRee baat jeeya jaye doosroN kay liay
DoosroN kay liay jeeya jaye