Lakeerain theeN kuch aur kuch dairay

Lakeerain theeN kuch aur kuch dairay
Badaltay rahay aankh kay zaawiyah
Jinhain zaum thaa mome sey jisim par
Unho nay kiyah soorajon sey gilay
Muhabbat ki hai main nay uss sey agar
Zaroori nahi who bhi chahay mujhay

Tujhay saath lay kar chaloon kis tarha
Meray sarr par mausom hain sukh dhoop kay
Usay saawano ki talab jo hoi
Samandar meri aankh main aa gaye

Re: Lakeerain theeN kuch aur kuch dairay

[QUOTE]
Originally posted by Dania_2000: *
Lakeerain theeN kuch aur kuch dairay
Badaltay rahay aankh kay zaawiyah
Jinhain zaum thaa mome sey jisim par
Unho nay kiyah soorajon sey gilay
{b]Muhabbat ki hai main nay uss sey agar
Zaroori nahi who bhi chahay mujhay
*
Tujhay saath lay kar chaloon kis tarha
Meray sarr par mausom hain sukh dhoop kay
Usay saawano ki talab jo hoi
Samandar meri aankh main aa gaye
[/QUOTE]

**Mujahay behi khak tujahay behi hawa hoona tha
Ka rung boo ko kaheen tu juda hoona tha

Prishtish jo bahari to faslay tu barhnay thay
Ka bandagi main kisi ko khuda to hoona tha **

beautiful :)

:k::k::k:
Xcellent :slight_smile:

Re: Lakeerain theeN kuch aur kuch dairay

sahee kaha ap ne:k::k:
thanks:)