ab luhu ronay ki khuwaahish na lahu honay ki
dil-e-zinda teray mar jaanay ka mausam aaya
koocha-e-yaar say har fasal mai guzray hain magar
shaayad ab jaaN say guzar jaanay ka mausam aaya
This is great.... like always..... thanks
one thing you come and thn go away.... hope to see you again.... soon on poetry....
bhai sahab, kiya ap chahtay hain keh ham aksar udaas raha karain?
shaayad ab jaaN say guzar jaanay ka mausam aaya
wah....bohat khoob
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
one thing you come and thn go away.... hope to see you again.... soon on poetry....
[/QUOTE]
Roz roz ka aana jaan qada kho deta hai...she knows that very well ;)
right:k:
nice choice hayaa:k::k:
[QUOTE]
*Originally posted by hayaa: *
bhai sahab, kiya ap chahtay hain keh ham aksar udaas raha karain?
[/QUOTE]
Nahi yaa nahi kaha mainay.... aur ya behi zaroori nahi ka aap tab he post karain jaab aap udas hooti hooo....
baki aap ke apni marzi hai
[QUOTE]
Originally posted by ~Nazish~: *
*shaayad ab jaaN say guzar jaanay ka mausam aaya
wah....bohat khoob
Roz roz ka aana jaan qada kho deta hai...she knows that very well ;)
[/QUOTE]
Ya theek hai magar nahi behi....
beautiufl :k:
Re: lahu
[QUOTE]
*Originally posted by hayaa: *
ab luhu ronay ki khuwaahish na lahu honay ki
dil-e-zinda teray mar jaanay ka mausam aaya
koocha-e-yaar say har fasal mai guzray hain magar
shaayad ab jaaN say guzar jaanay ka mausam aaya
[/QUOTE]
So Touchy!
nice...
Nice!