yahan daikho… wahan daikho,
apna hi laho hay har soo
yeh bhi laal wo bhi laal,
koi hans raha hay koi ro raha hay
samjh nahi aata kay khushi manaoon ya matam karooN …
meray mola tu hidayat day,
yeh teray hi hain in ko aqal day
aj ham hans rahay hain,
kal ham ro rahay thay
Kal ham roaingay aur…
koi hans raha hoga
May Allah give peace in this world!