Re: Lahore Blast aftermath!
koi apnaa kaam bhi to nahiiN karnaa chaahtaa...sab aaraam talab aur tan-aasaaN haiN. sab baiTh kar mauj mastii karnaa, chai peenaa aur Haraam Khorii karnaa jaante haiN...yehii Hala kam o pesh har third world country kaa hai. Allah raHm kare bas aur kia kahaa jaa saktaa hai