Re: lahoo aab tuk aankh say
Tujhe kehna tha jo ihwal dil ka
Dar o deewar se hi keh dia hai
:k: Lagta hai Noshi bibi jaldi main thi. Unki Bahawalpur ki train chhoot rahi thi
Re: lahoo aab tuk aankh say
:(Bohat Umdah…:k:
Re: lahoo aab tuk aankh say
“Azabe-e-Hijar aab wapis loot jaa”
“Bohat din meray sath reh laiyaa”
very nice :k:
Re: lahoo aab tuk aankh say
:k:
lo ja raha hun qed e anasar ko tor ke
yi pehla saboot he mere ikhtaiaar ka:hoonh:
Re: lahoo aab tuk aankh say
bohut umda poetry khas tour pr end wala shair