ehsan
1
**lagataa nahin hai jee meraa ujarey dayaar mein **
** kis kii banii hai aalam-e-naa_paayedaar mein **
** kah do in hasaraton se kahin aur jaa basein **
** itanii jagah kahaa.N hai dil-e-daaGdaar mein **
** umr-e-daraaz maang kar laaye thay chaar din **
** do arazuu mein kat gaye doh intazaar mein **
** kitanaa hai bud_nasiib “Zafar” dafn ke liye **
** do gaz zamiin bhii na milii kuu-e-yaar mein**
Re: lagataa nahin hai jee meraa ujarey dayaar mein
dou aarzoo mai kat gaye do intazar mai
.. very fine sharing EB 
UZ
3
Re: lagataa nahin hai jee meraa ujarey dayaar mein
I loved this when I was in school bechara Badur Shah Zafar 
Re: lagataa nahin hai jee meraa ujarey dayaar mein
bohat achay.. my fav..
Re: lagataa nahin hai jee meraa ujarey dayaar mein
bahut hi nice
ehsan
6
Re: lagataa nahin hai jee meraa ujarey dayaar mein
Thank you
Aryaan
7
Re: lagataa nahin hai jee meraa ujarey dayaar mein
Beautiful Sharing Ehsan Bhai..:k: