Laga k zakhm badan per kabaye’n deta hai
Ye shehar-e-yaar bhi kya kya sazaye’n deta hai
“Tamam shehar hai maqtal usi ke haatho’n se
Tamam shehar usi ko duaye’n deta hai”
Juda-e-yon ke zamane phir aagaye shayed
K dil abhi se kisi ko sadayen deta hai
Re: Laga je zakhm badan per kabaye'n deta hai...Ye shehar-e-yaar bhi kya kya sazaye'n det
very nice work
Re: Laga je zakhm badan per kabaye'n deta hai...Ye shehar-e-yaar bhi kya kya sazaye'n det
nice one
reet
4
Re: Laga je zakhm badan per kabaye'n deta hai...Ye shehar-e-yaar bhi kya kya sazaye'n det
bahot khoobb.....!
Re: Laga je zakhm badan per kabaye’n deta hai…Ye shehar-e-yaar bhi kya kya sazaye’n det
Very nice :k:
Re: Laga je zakhm badan per kabaye'n deta hai...Ye shehar-e-yaar bhi kya kya sazaye'n det
Buhat khoob Usamn