Re: Lafzi Bait Bazi
Muhabbat Main Karain Kiya Kuch Kissi Say Ho Naheen Sakta
Mayra Marna Bhi Tou Mayree Khushi Say Ho naheen Sakta
Na Rona Hay Tareeqay ka Na Hansna Hay Saleeqay Ka
Parayshani Main Koi Kaam Jee Say Ho Nahee Sakta