Re: Lafzi Bait Bazi
Dil samandar hai to phir is mein utarna kaisa
ba-khushi doob gaye jab tou, ubharna kaisa
achay logon ki duaon mein asarr aaj bhi haii
warrna an-daikhay masa'ib kaa tallna kaisaa