Lafzi Bait Bazi

Re: Lafzi Bait Bazi

Ab nigahooN main na khwahish hai na hasrat na malal
Ab yahaN lab pay kahaN harf - e - sawal aata hai
Hum nay khud ko bohot dair sanbhala lakin
**Dil **hai pather to nahi is main baal aata hai

2 Likes