Lafz pas-e-Lafz

Salam

posting something after a long time.
Hope you guys like it.

kis qadar lafz haiN
jo hamm boltay haiN , rolte haiN
kaun sa lafz hai kholay ga jo darr ma’ani ka
iss ka pata kaun kare !
tum tou khushboo ho, sitarooN ki guzargah ho tum !
tum kahaaN aa’o gey iss dashte pur-essrar ki pehnai maiN!
kaise uttro gey tamanna’oN ki gehrai main !
reh gaya maiN
so ay janay wafa
maiN to kuch hooN tumharay he khamay chashm say hoon
tum he jab lafzay pasay lafz say aagah naheen
kis tarah sehray mafaheem ka darwaza khulay !
lafz ki kokh main taseer kahaan say uttray !
Tum Mairay Saath Ho Hamrah Naheen
kaun say khawab kay jugg main nehaan hayn hum tum !
kaisay girdaab bay tamanna main rawaan hayn hum tum !
LAFZ KAY PAAR JO DAIKHAIN TO RAHH NAHEEN
AUR TUM LAFZAY PASSAY LAFZ SAY AAGAH NAHEEN.

( Amjad islaam amjad )

nice:k:

Re: Lafz pas-e-Lafz

Khooooob :k:

:k:

zabardast :k:

Nice :k:

Nice :)

Re: Lafz pas-e-Lafz

[QUOTE]
Originally posted by ~Nazish~: *
*reh gaya maiN
so ay janay wafa
maiN to kuch hooN tumharay he khamay chashm say hoon
tum he jab lafzay pasay lafz say aagah naheen
kis tarah sehray mafaheem ka darwaza khulay !
lafz ki kokh main taseer kahaan say uttray !
Tum Mairay Saath Ho Hamrah Naheen
kaun say khawab kay jugg main nehaan hayn hum tum !
kaisay girdaab bay tamanna main rawaan hayn hum tum !
LAFZ KAY PAAR JO DAIKHAIN TO RAHH NAHEEN
AUR TUM LAFZAY PASSAY LAFZ SAY AAGAH NAHEEN.

( Amjad islaam amjad )
[/QUOTE]

nice choice Nazish

Nice :k:

bohat achay

awesome:k::k:

Thanks.