Re: Lafz Ba Lafz Poetry -June
next word is
Piyas..
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -June
next word is
Piyas..
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -June
Itni Bechaini Se Tumko Kiski Talaash Hai
**Wo Kaun Hai Jo Teri Aankhon Ki Pyaas Hai
bechani**
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -June
Uddasi Shaam Tanhai Kask yadooN key bechani
mujhy sub sounp kar suraj uttar jata hay paani main
Paani
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -June
Pani pani kar gayi mujhe ko qalandar ki ye baat
Tu jhuka jab ghair ke aagay na tann tera na mann
Qalandar
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -June
yes boss, its my fault.... abhi new hn forum pe yar... :)
chalo koe gal nahin
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -June
**taj diyaa thaa kal jin ko ham ne terii chaahat mein
aaj un se majabuuran taazaa aashanaaii kii
Chaahat
**
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -June
Naheen Pasand Muhabbat main Milawat Mujh ko
Agar woh maira hay tou Khawab bhi mairay Daikhay
Khawab
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -June
Raah koi Ta'beer key nikalo tum
ya mairay khawab mar dalo tum
raah
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -June
Raah-E-Khulos Main Peida Dushwariyan Na Kr
Chahat Nahi To Hum Se Adakariyan Na Kar
adakariyan