Re: Lafz Ba Lafz Poetry -July 2014
badnaam
Restored attachments:
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -July 2014
charasaaz
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -July 2014
**
Har Haqeeqat Majaz ho Jaye
Kafirun ki Namaz ho Jaye****
Minnat-e-Charasaaz kaun kare
Dard jab Jan Nawaz ho Jaye**
** Ishq Dil mei Rahe to Ruswa ho
Lab pe Aye to Raaz ho Jaye**
** Umr Bay-Sood kat rhi hai 'Faiz'
kash Afsha-e-Raaz ho Jaye!
**
haqeeqat
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -July 2014
*na poochh dil kii haqeeqat magar ye kahate haiN *
**wo beqaraar rahe jis ne beqaraar kiyaa
beqaraar**
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -July 2014
Kuch to hawa bhi sard thi, kuch tha tera khayal bhi
dil ko khushi ke sath sath, hota raha malaal bhi
Sard
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -July 2014
*Thandii sard havaa ke jhonke aag lagaakar chhor gaye *
**phuul khile shaakhon pe naye aur dard puraane yaad aaye
Phuul**
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -July 2014
Titlee jo ek mujh ko mili thi kitaab main
Woh apna aks chore gayi mere khuwaab main
kitaab
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -July 2014
**Main Ik Khuli Kitab Hoon
Saaf Suthra Sa Ik Baab Hoon
Tu Jo Perhney Ki Koshish Kerey Mujh Ko
Asani Sey Sumujh Aney Wala Saaz Hoon
perhnay**
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -July 2014
Kuch to Meri Aankhon Ko,Parhnay Ka Hunar Seekh
Har Baat Mere Yaaaaar ,Batanay Ki Nahi Hoti...
aankhoon