**Gunah **
Restored attachments:
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -July 2014
Hansi Aati Hai Mujhe Hasrat Insaan Par
Gunah Karta Hai Khud, Laanat Bhejta Hai Shaitan Par
Laanat
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -July 2014
jis qaum kii aurat hai tuu
us qaum par laanat hai tuu
lekin Thahar jaanaa zaraa
terii nahin koi Khataa
mardon mein Gairat hii nahin
**qaumii hamiiyat hii nahin
Aurat**
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -July 2014
*kuchal de hasaraton ko beniyaaz-e-mudd'a ho jaa *
**Khudii ko jhaar de daaman se mard-e-baaKhudaa ho jaa
Hasaraton**
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -July 2014
Baray din baad yah song gungunay ka moqa mila ......
Ja apni hasratoon par Aansu baha k sooo ja
Kaheen sun na le zamana Aye dil khamosh ho ja
Aanso
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -July 2014
is mein mard kahan se aa gya?
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -July 2014
kia sher yaad dila dia
Tum Qaafila Bahaar Ka Kuchh Dair Roko Toh Sahi,
Aate Hain Hum Bhi Paaon Se Kaante Nikaal Kar …!
Qaafila
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -July 2014
Yeh zindgi ka kafila kis tarf chala hai.
Ae dil-a- naadan tu akela kidhar chala hai.
Bataka hua musafir ban kar.
**Ae dil-a-naadan kis talash me tu chala hai
Musafir**
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -July 2014
*lachakatii shaakh ne jub sar uthaayaa *
**kisii kaa baankpan yaad aa gayaa hai
Baankpan**
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -July 2014
saheli tera baank pan lut gaya ![]()
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -July 2014
Saadgi, baankpan, aghmaaz, shararat, shokhi....
Tune andaaz wo paye han...k jee janta hai
Shokhi
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -July 2014
*Khud ishq kii gustaakhii sab tujh ko sikhaa degii *
**ai husn-e-hayaa-parvar shokhii bhii sharaat bhii
Shraarat**
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -July 2014
**Meri Shararat Per Tera Hunsna
Mujhey Nai Zindagi Ki Naveed Data Hey
Kyun Duer Hey Tu Mujh Sey
Yeh Durd Dil Ko Bera Maza Deta Hey
naveed**
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -July 2014
Mere charagar ko naveed ho, saf-e-dushmana ko khabar karo
woh jo qarz rakhtay thay jaan par,wo hisaab aaj chuka diya
Qarz
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -July 2014
*mere chaaraagar ko naviid ho, saf-e-dushmanaa ko Khabar karo *
**vo jo qarz rakhate the jaan par, vo hisaab aaj chukaa diyaa
naveed**
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -July 2014
Keh Raha Hai Shor-e Darya se Samander ka Sakoot,
Jis Mein Jitna Zarf Hai Utna Hi Wo Khamosh Hai...!
Khamosh