Re: Lafz Ba Lafz - poetry Game
Where is rahguzar in this shair? ![]()
Re: Lafz Ba Lafz - poetry Game
Where is rahguzar in this shair? ![]()
Re: Lafz Ba Lafz - poetry Game
**kyonkar sambhaalate hamen vo naakhudaa jo khud
saahil kii aafiyat se bhanvar dekhate rahe
naakhudaa **
Re: Lafz Ba Lafz - poetry Game
Aisay toh yeh jihaaz kahin doob jaaye gaa
har shakhs keh raha hai Bas Nakhudaa hoon main
doob
Re: Lafz Ba Lafz - poetry Game
Jo Lehron Say Cheen Kar Laya Tha Kinaray Per
Muntazir Hai Ab Wo Meray Dob Janay Ka
muntazir
Re: Lafz Ba Lafz - poetry Game
muntazir kab se tahayyur hai terii taqariir kaa
baat kar tujh par gumaan hone lagaa tasviir kaa **
**
Gumaan
Re: Lafz Ba Lafz - poetry Game
*Hai Haqeeqat, Gumaan Thori Hai
Ye Siyaasi Bayaan Thori Hai
*
**Dar Sa Lagta Hai Kiun Nateejay Se
Ishq Hai Imtehaan Thori Hai
***siyaasi*
Re: Lafz Ba Lafz - poetry Game
Shaatir hein woh, unke byaan siyaasi hein 'saahb'
Mohabbat bhi chahte hein, aur chahte bhi nahin
shaatir
Re: Lafz Ba Lafz - poetry Game
**Balaa ka shaatir nikla woh Shaks,
Chaalein 'Khud' chalta gaya
Kasoor 'Kismat' ko deta gaya
kasoor
**
Re: Lafz Ba Lafz - poetry Game
Tapish Suraj mein hoti hai
Tarapna sab ko parta hai
Kasoor aankhon ka hota hai
Tarapna dil ko parta hai
Sooraj
Re: Lafz Ba Lafz - poetry Game
jis Din Suraj Ki Pehli Kiran Utri Thi Zameen Par
Us Din SeE Jaane Tammanna Main Tujhse Mohabbat Karta Hoon
zameen
Re: Lafz Ba Lafz - poetry Game
Itna barra jhoot. ![]()
**Kitna Hai Badnaseeb Zafar Dafn Ke Liye
Do Gaz Zameen Bhi Mil Naa Koo-E-Yaar Me
Budnaseeb**
Re: Lafz Ba Lafz - poetry Game
**Qarar lootnay waley tu qarar koh tarsay
meri wafa koh meray piyar koh tarsay
Tarsay
**
Re: Lafz Ba Lafz - poetry Game
Kab Talak Shab Kay Andhairay Mein Sehar Ko Tarsay,
Wo Musafir Jo Bharay Shehar Mein Ghar Ko Tarsay
andhairy,
Re: Lafz Ba Lafz - poetry Game
Gam ke andehre mae dil ko na be qarar ker
subha zaroor hugi subha ka intezaar ker ..hun ![]()
be qarar
Re: Lafz Ba Lafz - poetry Game
Uske Ankhon Ke Khumar Se Dar Lagta Hai,
Apne Dil-e-Bekarar Se Dar Lagta Hai,
Baat Tumse To Hum Kabki Kar Lete,
Par Aapke Inkar Se Dar Lagta Hai
Inkar
Re: Lafz Ba Lafz - poetry Game
***Usko chaha par izhar karna nahi aaya,
Kat gayi umar hume pyar karna nahi aaya,
Usne kuch manga bhi to mangi judai,
Aur hume inkaar karna nahi aaya...
Izhaar***
Re: Lafz Ba Lafz - poetry Game
izhaar-e-mohabbat par is tarah vo sharmaae
sab unkii hayaa merii aankhon mein utar aaii
hayaa
Re: Lafz Ba Lafz - poetry Game
charaaG-e-tuur jalaa.o ba.Daa andheraa hai
zaraa naqaab uThaa.o ba.Daa andheraa hai
Andhera