lafz ba lafz ~*~october~*~

Re: lafz ba lafz ~~october~~

my fav

pehly to meri rag rag se khon nichora us ne
ab yi kehta hy ke rangat hi meri peli hy :snooty:

nichora

Re: lafz ba lafz ~~october~~

tar daamanii pe shaikh hamaarii na jaaiyo
**daaman nichor dein to farishte wazoo karen

Farishtey**

Re: lafz ba lafz ~~october~~

AAOO kuch shughal karen sahar hony tak
toba kr lengy farishton ko khabar hony tak

shughal

Re: lafz ba lafz ~~october~~

shugl-e-mohabbat ab hai ye 'Taskiin'
**sher kahen aur jii bahalaayen

bahalaayen**

Re: lafz ba lafz ~~october~~

barhaa ese bhi apny dil ko behlanan para
shamy tanhai me yadon se lipat jana para

yad

Re: lafz ba lafz ~~october~~

yaad e maazi azab hay ya Rab
cheen ley mujhse hafza mera

maazi

Re: lafz ba lafz ~~october~~

*apane maazii ke tasavvur se hiraasaa huun main *
*apane guzare hue ayyam se nafarat hai mujhe *
*apanii bekaar tamannaon pe sharmindaa huun main *
**apanii besud ummiidon pe nidaamat hai mujhe

Ummidon**

Re: lafz ba lafz ~~october~~

[Mit chalay meri umeedon ki tarhan harf mager
Aaj tak teray khaton say teri khushbu na gai

‘Khushbu’](yun to kis phul se rangat na gai bu na gai - Ghazal)

Re: lafz ba lafz ~~october~~

*kahin koi Khushbu kaa jhonkaa jo aayaa *
*to aisaa lagaa jaise tum aa gaye ho *
*har aahat tumhaaraa hii paigaam laaye *
**tumhaarii muhabbat bahut yaad aaii

Jhonkaa **

Re: lafz ba lafz ~~october~~

Yadon ka ik jhonka aya hum say milnay barson baad
Itna kabhi roye na thay jitna roye barson baad
Dastak ki umeed lagaye kb tk Mehroo (poet say mazrat k sath :) ) jeetay hum
Kal ka wada karnay walay milnay aye barson baad

Milna

Re: lafz ba lafz ~~october~~

http://www.urdudesignpoetry.com/wp-content/uploads/2014/03/Itni-haseen-meri-haathon-ki-lakeerain-tou-nahi.jpg

Haton

Re: lafz ba lafz ~~october~~

Phelay huay HATHON ko haqarat say na dekho
Her shakhs ki chokhat per gadager nahin hota

Gadager

Re: lafz ba lafz ~~october~~

humesha shabr ko rusva kiya hai bheegi ankhon ney
**zaarurat cheek padti hai gadaghar kuch nahi kehta

Zaruurat**

Re: lafz ba lafz ~~october~~

Ahl-e-Emaan Hain Dast-o-Gireeban
Ab Zaroorat Nahein Kafiroun Ki

Kafir

Re: lafz ba lafz ~~october~~

kaafir gesuu vaalon kii raat basar yuun hotii hai
**husn hifaazat karataa hai aur javaanii sotii hai

javaani**

Re: lafz ba lafz ~~october~~

sada na bgei,n bulbul boly ,sada na bagh baharan :snooty:
sada na mapy husn jawani sada na suhbaty yaran :hinna:

bulbul

Re: lafz ba lafz ~~october~~

*baraham kahin na ho gul-o-bulbul kii aashatii *
**Darataa huun aaj baag mein wo tund khuu gayaa

Baagh**

Re: lafz ba lafz ~~october~~

pata-pata buta-buta hal hamara jane hai
jane na jane gul hi na jane, bagh to sara jane hai

Gul

Re: lafz ba lafz ~~october~~

gul ko mehboob mein qayaas kiyaa
**farq nikalaa bahot jo baas kiyaa

mehboob**

Re: lafz ba lafz ~~october~~

Mehboob ka gher ho k buzurgon ki zameen
Jo chor dia phir usay mur ker nahi dekha....

Buzurg