:snooty:
eid
:snooty:
eid
Re: lafz ba lafz ~~october~~
hum ney is saal bhii na paaii tere Gam se nijaat
**hum ney is saal bhii na dekhaa eid kaa chaand
Chaand**
Re: lafz ba lafz ~~october~~
chand dekha hy to yad aai hy teri surat
hath uth.ty hein magr harfy dua yad nahi
dua
Re: lafz ba lafz ~~october~~
*aaiiye haath uthaayen hum bhii *
*hum jinhen rasm-e-dua yaad nahin *
*hum jinhen soz-e-mohabbat ke siwaa *
**koii but, koii Khudaa yaad nahin
Haath**
Re: lafz ba lafz ~~october~~
ojhal
Re: lafz ba lafz ~~october~~
jo baadalon mein kho gaii
nazaro.n se ojhal ho gaii
ab sard kaalii raat ko
aankhon mein gaharaa Ghum liye
ashkon kii bahatii nahar mein
**gulnaar chehare nam kiye
Gulnaar**
Re: lafz ba lafz ~~october~~
Professor aap jab bhi aate ho haftawar aate ho,
To ouncha kiun na ho taleem ka miyar college me,
Mujhe dar hai k ham donon samdhi na ban jayen,
Teri “Gulnar” college me, mere “Gulzar” college me
![]()
Jo jism ka eendhan tha, Gulnaar kia hmNy.
Wo Zahr k amrat tha,Jii bhar k piya hmNy.
amrat
Re: lafz ba lafz ~~october~~
phir kaagaa bolaa ghar ke suune aangan mein
**phir amrat ras kii buund parii tum yaad aaye
buund**
Re: lafz ba lafz ~~october~~
Dolat-e Dard Do Dunya Se Chupa Kar Rakhna
Aankh Mein Boond Na Ho Dil Mein Samandar Rakhna
Dolat
Re: lafz ba lafz ~~october~~
**ye daulat bhii le lo, ye shoharat bhii le lo
bhale chhiin lo mujhase merii javaanii
magar mujhako lautaa do bachapan kaa saavan
vo kaagaz kii kashtii, vo baarish kaa paanii
Saavan**
Re: lafz ba lafz ~~october~~
aj sawan meri aankhon me aaya hy faraz
aaj lagta hy bary zoor ki barish hogi ![]()
barish
Re: lafz ba lafz ~~october~~
![]()
http://www.sadpoetry.org/wp-content/uploads/2014/02/barish-shayari1.jpg
Awaragi
Re: lafz ba lafz ~~october~~
dasht
Re: lafz ba lafz ~~october~~
hijr kii shab naalaa-e-dil vo sadaa dene lage
**sunane vaale raat katane kii duaa dene lage
raat**
Re: lafz ba lafz ~~october~~
Raat YouN Dil Tairi Khoi Hoi Yaad Aai
Jaisay Veeranay maiN Chupkay Say Bahar Aa Jay
Bahar
Re: lafz ba lafz ~~october~~
bahar pyaase kii justajuu mein hai
**hai sadaf kii talaash gauhar ko
Gauhar**
Re: lafz ba lafz ~~october~~
aaghoshy sadaf jis k naseebo,n me nhai hy
vo qatraey nesa,n kabhi kabhi banta nhai goher
sadaf
Re: lafz ba lafz ~~october~~
bahar pyaase kii justajuu mein hai
**hai sadaf kii talaash gauhar ko
gauhar**