Ladkiya..... Ladkiyan

**Ladkiyan… taareef pasand karti hain… laikin sirf apni, agar aap unkay samnay kisi aur ki taareef karo tu foran hi koi aisi baat keh deti hain ke taareef ko foran break lagani pad jaati hay,main ne apni aik friend say kaha ****" Reema bohat khobsorat hay…" ****tu woh monh bana kar boli
****“hunn… kon gadhay ka bacha ussay khobsorat kehta hay…” …****main ne sar khujatay hoye kaha ke “Madona tu beharhal khobsorat hay hi…” tu badi laparwahi say boli ****" han… ghatiya darjay ke tamashbeen ussay pasand kartay hain…" ****main sharminda sa ho gaya… laikin main ne phir kaha ke Saima tu khobsorti ki inteha hay na… tu nail polish laga kar phonk martay hoye boli
**'Han… hamara CHORA uski filmen baday shauq say dekhta hay… "

Re: Ladkiya..... Ladkiyan

:)

Re: Ladkiya..... Ladkiyan

:)

Re: Ladkiya..... Ladkiyan

:):)

Re: Ladkiya… Ladkiyan

i was going to post dis smiley …‘’ :slight_smile: ‘’

but wen i saw all da comments i was just :hehe:

Re: Ladkiya… Ladkiyan

when I heard this joke , I was… a big HAHAHAHAHAHAHAHAHAHAHHAHAAAA