Labraiz paymaana!

salaam all
main bohaaaaat dair baaad phir say aaee hoo’n aur aik poem share kar
rahi hoon app sab kay saaath umeed app ko pasand aeey gee
heey Nazish sisoo yaad hai H.S. kaa zamana…

Pathaar tha magar baraf kay galoo’n ki tara tha
wo shakhaas andairoo’n main ujaloo’n ki tara tha

khaboo’n ki tara tha na khialoo’n ki tara tha
wo elm_a_Reaazi kay sawaloo’n ki tara tha

uljha howa esaa kay kabhi sulajh hi na paya
soljha howa essa kay mesaloo’n ki tara tha

wo rooh main khubhoo ki tara ho gea tehleel
wo door main chand main haloo’n ki tara tha

wo hamin mil hi gea tha magar apnna mukadaar
shatraang ki uljhi howi chaloo’n ki taraaa tha…

aik waqat wo bhi tha jis waqat main ~Munir~
main sabar kay labraiz paymanoo’n ki tara tha

good one

n welcome back :)

Labraiz paymaana! … kahaan hay :eek: La pila de saqiya

Saqi gaii bahaar rahi dil ko yeh hawassssssssss!
Tu minton say jaam pilay or main kahon ke buss