Labon pe hansi ankhon main sawal rakhta tha.....

Labon pe hansi ankhon main sawal rakhta tha

is zarf main itna kamal rakhta tha

kia khaber thi mujhy hi bhool jae ga

jo meri ik ik cheez sanbhaal rakhta tha

suna hai log ab boht sataty hain usy

main jis ka itna khyal rakhta tha

Re: Labon pe hansi ankhon main sawal rakhta tha…

Whoaa!!! Nice :clap: :lajawab: :k:

Re: Labon pe hansi ankhon main sawal rakhta tha…

:hat:

Re: Labon pe hansi ankhon main sawal rakhta tha…

:flowers:

Re: Labon pe hansi ankhon main sawal rakhta tha.....

suna hai log ab boht sataty hain usy

main jis ka itna khyal rakhta tha
aankh pher li aap ne bhi uss se

Re: Labon pe hansi ankhon main sawal rakhta tha.....

Aankh nhi phair li Shair ny...........Fasla/Dori/Distance bhi kisi bala ka naam ny