Laao Aisa Sher :P

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

apni sab adaien mujhe day do sari wafain tumhain daita hoon
jo sochi thi kabhi khud k liye woh sab duain tumhain daita hoon

**Asalam u ALaikum all of ma frndz ! um,eed karta hoon sabh khairiyat se aur khush baash hongay yeh shair mujhe bohaaaatttt pasand hai aaisay he title dhaagay ka zara chiranay wala likh dala :slight_smile: so to khush rahain hamesha aur duaaom main yaad rakhain chalta hoon **
SiD
BeInG lOneLy!!!