**Kissi Bi laafz ka Jaaduu Asaaar nahi kartah
Woh apnay Dil ke . Mujay bee Khabar nahii kartah
Bana howa hai Baa.zahir woh bay’taluk biii
Joh mujh ko sochay binaa .Din baasar nahii kartah
Tahar.nay nahii daytah hai . apnay dil mein mujay
Mohabaatian bii mayree Dil Baadar nahii kartah
Laboon pay jiskay Mohabaat ka Ismay Aazam hai
Naa.Janay Pyaar ko woh. kyun aaamar nahii kartah
( Haider Qureshi)**