Dedicate to someone :snooty:
Re: Laa Hasil He Sahi Magr
dhitai ki inteha ![]()
Re: Laa Hasil He Sahi Magr
someone definitely lucky but Mohabbat ker…talb na ker…yehi jazba khalis hay ![]()
Re: Laa Hasil He Sahi Magr
yes na mukamil muhabat apna asar choor jati hay aor amer ho jati hay
Re: Laa Hasil He Sahi Magr
Kamliat to sirf Allah tala ko hasil hay…wesay aap bhi theek hi keh rahay hain ![]()
Re: Laa Hasil He Sahi Magr
MashaAllah aap to buhat bari adeeb nikli ![]()
Waisay Dewaroon par aksar likha hota hay Ilmiata and Kamilyaat kay Mahir Bangali Baba
iss ka kia matlub hota hay ?
Re: Laa Hasil He Sahi Magr
yeh to mujhay b abhi pata chala hay
k main adeeb bhi hoon ![]()
wesay mera khial hay is ka mtlb yeh hota hay k apnay problems Baba’s k pass lay k jao aur mazeed pareshanian jama ker k laao ![]()
Re: Laa Hasil He Sahi Magr
Lagta hay aap ka pala par chuka hay ![]()
Re: Laa Hasil He Sahi Magr
lazmi nai k her cheez experience say seekhain kbi kbi mushahiday say bhi kaam chala lena chahye ![]()
Re: Laa Hasil He Sahi Magr
Well said :k:
Re: Laa Hasil He Sahi Magr
![]()