**
ussay woh sab sawal aatay hain
jo mujhay la jawab kartay hain**
Re: la jawab
main sach bhi bolon to haar jaaon ga
jhoot bhi bolay to lajawab kar day ga
Re: la jawab
usko pata hoga ke aap ne kin chapters ka ratta nahin mara huwa
Re: la jawab
sach bhi bolon gi… this is Parveen Shakir’s shair