- kyun hansatay ho tum , rulanay kay baad,
nishan rah jata hai ,zakham bhar janay kay baad,
kyun masal datay ho , phool ko songnay kay baad
yeh to khushboo daita hai , hawa main bikhar janay kay baad
sabab jan-nay ki kabhi tum karo koshish ,kyun yaad atay hain dost bicharjanay kay baad
sabhi naraz rahtay hain hum say ,
sab say miltay hain hum, tum say milnay kay baad *
kyun hansatay ho tum , rulanay kay baad,
Khush rahoo...............
bhut kuch:k:
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
kyun hansatay ho tum , rulanay kay baad,
Khush rahoo...............
[/QUOTE]
ehe thnx!
hain?? bhut kuch kya ? ![]()
sab say miltay hain hum, tum say milnay kay baad *
So true ![]()
lolz acha
kab se?
[QUOTE]
*Originally posted by NiMMi: *
lolz acha :p kab se?
[/QUOTE]
Hamesha say na :p
zabardast nimmi :k: tum nay khud likhi hai?
tum bhi aakhir shaira hogayee haan, shayad meri sohbat ka asar hai ![]()
Roti howi larki hummm jaisay barish main bheegy billi