Kyun pyaar us par hi aata hai,
Jo mil kar bhi naa mil pata hai.
Kaise yeh usse batayein hum,
Tujh bin rah na paayein hum.
Kyun baar baar woh satata hai -
Kuwaabon main aakar rulata hai?
Bhulanaa us ko chahein hum,
Par kis tarah bhulaayein hum?
Woh mann main har dum rahta hai,
Dharkan ki tarah dharkta hai.
Hain issi ehsaas se zindaa hum,
Hain ek-duje ke dil o jaan hum
Ek duje ke dil main rahte hain -
Kya pyaar issi ko kahte hain?
Sannan
2
Re: kyun pyaar .. !!

Idhar to sub he dill jallay hain 
Raboo tum to kah rahi thi kah tum theek ho gai ho 
Re: kyun pyaar .. !!
Zabardast sharing RabZZZ… :k:
jiia
4
Re: kyun pyaar .. !!
mi nahi
kab yaad mi tara sath nahi,kab hath mi tara hath nahe
sad100 SHUKAR(
) k apni raaton mi ab HIJAR ki koe raar nahi
Sannan
5
Re: kyun pyaar .. !!
please poetry par comment karain
aur mujh par naheen
jiia
6
Re: kyun pyaar .. !!
ap b SUB ko q KAH RAHY [EMAIL=“HO@:”]HO@:
jiia
7
Re: kyun pyaar .. !!
YI KIA HI
sub q bola
HUM TO NAHI:mocking:
Sannan
9
Re: kyun pyaar .. !!
nah mairay bhai nah
deewar ka koi qasoor naheen hay