Aaj main nay apni cousin ko bataya kah main nay kal shrimps cook kiyah thay.. aur bajai poochnay kay woh mujh par hansnay lagi..
aur aksar aisa kayee baar hua hai..jab main kisi ko batati hoon (jo log mujhay jaantay hain ) kah main nay yeh cook kia..woh cook kia.. tou jawab aanay kay bajai sab mujh par hanstay hain
aaakhir kYun yaqeen nahi aata kah mujhay bhi cooking aati hai ?
yar woh actually tumharey donuts yaad aaagaye hoangey jo kabab lag rahey they?
i feel bad for u
mujhey bhi aesa hi sunney ko milta hey ghar mey na...
ppl dun believe key hum bhi cook kersaktey hein