kyun bahanay hazaar kartay ho

kyun bahanay hazaar kartay ho
saaf keh do kay piyar kartay ho

tum ko mujh say nahin hai chahat
kyun mera intezar kartay ho

woh jo dushman hain meri mohabat kay
un pay tum aitabar kartay ho

aur kuch main na chahoon ga
itna keh do bas piyar kartay ho

Re: kyun bahanay hazaar kartay ho

:k:
hausla rakho…shayad kisi din keh degi :slight_smile:

Re: kyun bahanay hazaar kartay ho

JI hamien sharam ati hay :D

Re: kyun bahanay hazaar kartay ho

Lagta tu nahi:D

Re: kyun bahanay hazaar kartay ho

hahahahahahha:cb: woh toh lakh kehte hein bus hum hi mante nahi.
Anyway Thanks.

Re: kyun bahanay hazaar kartay ho

Acha jii app ko bhee sharm ati hai???':bizz: aur please app kehna bhee nahi becaz mujh sharm ati hai.

Re: kyun bahanay hazaar kartay ho

Theek kaha app ne. Thanks.

Re: kyun bahanay hazaar kartay ho

very nice :)

Re: kyun bahanay hazaar kartay ho

Tum suno to sehi kehne wale pal pal mein kehte hein.
Give me answers of my mails please. nahi toh main yahan start ho jahon gi.

Re: kyun bahanay hazaar kartay ho

please app kiya kar rehi ho.