kyoN uske iNtzaar meiN tamanna thehar gayee

jab ziNdgi karke kinaara guzar gayee
fir zikr kyaa kareiN voh kahaaN kidhar gayee

yeh to nahiN gilaa suNg maare raqeeb neiN
dekha tujhe jo saath zaraa aaNkh bhaR gayee

chupaana logoN se to naa mushkil kabhi huaa
aa-i-na jab bolne lagaa meri zaat dar gayee

chaahat ki raah pe mukaam roshan kiye bahut
mohabbat wafa dosti na teri nazar gayee

naam wafaa ka lekar jo detaa rahaa dagaa
kyoN uske iNtzaar meiN tamanna thehar gayee

kiski talaash thee na booNd abar per ruki
sehra meiN jaa jali bahr-o-bahar gayee

gaati thee , akasar vo laRki teri ghazal
kar soona maazi ki gali kis shaher gayee


~kabi alwida na kahNa~

very nice

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif


~~~~~~~~
phiRa aj haq kaliye jaa’N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~~~~~~~~

~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~*

Khoob Jano

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

nice one

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

bacha hi kya hai so hud se guzar ke dekhtay haiN
ke toot kab ke chuke par ab bikhar ke dekhtay haiN

suna hai jo bhi gaya us ko mil gayii manzil
so uski raah se hum bhi guzar ke dekhtay haiN

sitara aik abhi aasmaN pe baqi hai
kuch intezaar zara aur kar ke dekhtay haiN

hum hi ko rakhna hai qaayam waqar is ghar ka
so chal ke naqsh-e-qadam par pidar ke dekhtay haiN

bas ek jhalak se to milta nahiN nazar ko qaraar
jo dekhtay haiN to phir aankh bhar ke dekhtay haiN


Irfan Ismail

bohat ghoob hai nikammijee

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


nikaab rukh se uthaane kie raat ayie hai…

Beautiful Nikmai ji

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


MeiN pal do pal ka shaaer hooN…

thanks chandoo

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


~kabi alwida na kahNa~

thanks Sweetoo and rahgeer jee

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


~kabi alwida na kahNa~

thanks “Honey” per ap k icon ko kia huwa…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif

aR k jhurjuri lainay wala icon:

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif


~kabi alwida na kahNa~

Very nice....Nikami


Baza ye zabt-e-gham phir bhi,mohabbat meiN kabhi ro ley
Dabaane ke liye har dard, ye naadaN nahiN hota.

BEAUTIFUL

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif


~~~~*
“If you belong to Allah, rest assured that Allah will indeed belong to you”
“Dream as if u live forever live as if u will die today”
~~~~*

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

thanks Pra jee

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


~kabi alwida na kahNa~

thanks sham-e-libas

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


~kabi alwida na kahNa~

thanks cap…lakin itni daier baad..kahan thay itnay din

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

se


~kabi alwida na kahNa~