Kyon tuhmato'n ne rok liya raasta mera...Mai ne to us ka naam bhi khul ker liya nahi

Mai ne ye tajziya to abhi tak kiya nahi
Kyon us ka muntazir houn jise dil diya nahi

Kyon tuhmato’n ne rok liya raasta mera
Mai ne to us ka naam bhi khul ker liya nahi

Taqdeer mai likhi hain muhabbat ki talhiyan
Ye zehar shauq se kabhi mai ne piya nahi

Apni he zindagi se ta-a-ruf na ho saka
Saanse’n zaroor li hain magar mai jiya nahi

Mansub jis se hai meri deewangi ~Qateel~
Afsoos, us ne bhi mera daman siya nahi

Re: Kyon tuhmato’n ne rok liya raasta mera…Mai ne to us ka naam bhi khul ker liya nahi

Very nice :k:

Re: Kyon tuhmato'n ne rok liya raasta mera...Mai ne to us ka naam bhi khul ker liya nahi

nice 1

Re: Kyon tuhmato’n ne rok liya raasta mera…Mai ne to us ka naam bhi khul ker liya nahi

nice :k:

Re: Kyon tuhmato’n ne rok liya raasta mera…Mai ne to us ka naam bhi khul ker liya nahi

:slight_smile: Bohat ache janab. . .pyaari ghazal hai. . . :k: