kyaa gham hai jis ko chupa rahe ho

**tum itna jo muskuraa rahe ho
kyaa gham hai jis ko chupa rahe ho

aankhon main nami, hansi labo par
kyaa haal hai kyaa dikhaa rahe ho

ban jainge zahar piite piite
ye ashq jo piite jaa rahe ho

jin zaKhmon ko waqt bhar chalaa hai
tum kiyon unhain chere jaa rahe ho

rekhaaon ka khel hai muqaddar
rekhaaon se maat kha rahe ho**

Re: kyaa gham hai jis ko chupa rahe ho

Mujh se bichar k khush rehtay ho
Meri tarah tum bhi jhootay ho

Re: kyaa gham hai jis ko chupa rahe ho

:hehe:

Re: kyaa gham hai jis ko chupa rahe ho

Re: kyaa gham hai jis ko chupa rahe ho

shabana kay abba ka mazk uraya jaraha hai. :crying:

Re: kyaa gham hai jis ko chupa rahe ho

jin zaKhmon ko waqt bhar chalaa hai
tum kiyon unhain chere jaa rahe ho

rekhaaon ka khel hai muqaddar
rekhaaon se maat kha rahe ho

Beautifulll

Re: kyaa gham hai jis ko chupa rahe ho

shabana ke abba ka shair to nahi ye