kya yehi pyaar ka pehla ehsaas hai

har waqt mujhe kisi ka intezaar hain…
saanson mein ajeeb si ghabrahat hain…
hoton pe hamesha bewajah mushkurahat hain…
kya yehi pyaar ka pehla ehsaas hain…

Re: kya yehi pyaar ka pehla ehsaas hai

PLZ. CHECK YOUR B. P. :D

Re: kya yehi pyaar ka pehla ehsaas hai

gud nivcky "hain" nahi aana "hi" aaana hi yahan

Re: kya yehi pyaar ka pehla ehsaas hai

:k:

Re: kya yehi pyaar ka pehla ehsaas hai

Piyar ka nahi jani, bukhar ka ehsas h o raha hai yeh,:sunny:

Re: kya yehi pyaar ka pehla ehsaas hai

hahahahahaha nahe nahe geee bukhar nahe hai yaar bus aashiq ho na es liye olk bye thx every 111111111111

Re: kya yehi pyaar ka pehla ehsaas hai

:mash: Aashiq Sb. thx for telling us …:slight_smile: wish u good luck

Re: kya yehi pyaar ka pehla ehsaas hai

sannan gee kiya hua bhai mere ok bye

Re: kya yehi pyaar ka pehla ehsaas hai

Sunny,,,, ji,,,,,, mukamal check up kara lijiye ehtiyatan,,,,,
wesey,,,,
"Ishq English mai flirtation
or dimaghi fatoor Urdu mai"

Re: kya yehi pyaar ka pehla ehsaas hai

bhai lugta hai aap ka karana preyga kyn ke aap boltay bbuhat hai hahah bye

Re: kya yehi pyaar ka pehla ehsaas hai

Hum,,, To la ilaj hain ji,,,

**Dard berhta gaya **
jon jon dawa ki

Re: kya yehi pyaar ka pehla ehsaas hai

abh bhai abb to bachk ke rehna preyga tum se