http://i53.tinypic.com/15xak2g.jpg
*Kya tum bhi ?
Aansoo roknay ki kooshish mein
Palkain taiz taiz jhapkatay ho…
Aur
Kisi sandaisay ki aar mein baar baar
Darwazay ki jaanib lapaktay ho…
Kya tum bhi?
Phool pe girti baarish ki awaaz se
Aur
Aur door kaheen bajnay wale almeya
Saaz ki awaaz se
Afsurda hojaatay ho … ??